Search This Blog

Showing posts with label Hindi. Show all posts
Showing posts with label Hindi. Show all posts

Saturday, September 15, 2012

Few Lines..!!


Chalte chalte jaise waqt ye jaata hai guzar 
Kehna chahte hain kuch tumse,
Bas soch ye kat jaate hain pehar
Chale jaana chahte hain us mod se kahin door
Na phir jaane kyu raste ye jaate hain tehar

Just a Thought..!!


Waqt gujar jaata hai
Ret ki chaadar pe lamhe fisal jaate hain
Har manzar chod jaaye asar
Maddham maddham is qadar
Ke Lehron ki dhun mei manzilein dhundhla jaati hain

...to be continued