Search This Blog

Sunday, January 29, 2012

Urdu Poetry/Shayari


Gam ko gam ki shyaahi se jo likh dein,
gam ka ehsaas aur bhi badh jaata hai..
Jo gam ko pi kr jeena sikhlein,
to ye gam b dil mei khushiyo sa tham jaata hai..
Gam to gam hai,
aaj bahut to kal kum hai..
par bhala ye aankhein kyu nam hain
jo saath hai wahi to humdum hai..!!

No comments:

Post a Comment